Roman script

ye bahaar ye samaaa 

ai dushman-e-jaan chal diya kahaan 

ai dushman-e-jaan chal diya kahaan

ye bahaar gaalon pe lat haa bekaraar

gora badan haa pyaar pyaar

tujhko pukaare tu nahin sunta

kya karoon allah

ai dushman-e-jaan chal diya kahaan

ye bahaar gaalon pe lat haa bekaraar

gora badan haa pyaar pyaar

tujhko pukaare tu nahin sunta

kya karu allah

chhaaon bhi jo sanam teri

chhaaon bhi jo sanam teri

mil gayi meri chhaaon se

daali badan ki huyi hari

khil gayi main adaaon se

dekho meri angdaayiyaan

ai dushman-e-jaan chal diya kahaan

ye bahaar gaalon pe lat haa bekaraar

gora badan haa pyaar pyaar

tujhko pukaare tu nahin sunta

kya karu allaha haa

aajaa aajaa o mat der kar

aajaa aajaa mat der kar

masti hai abhi chaal mein

aayaa bhi meri jaan tu agar

aate aate kayi saal mein

tab tak jiyungi kahaan

ai dushman-e-jaan

chal diya kahaan ye bahaar

gaalon pe lat haa bekaraar

gora badan haa pyaar pyaar

tujhko pukaare tu nahin sunta

kya karoon allaha haa 

ai dushman-e-jaan chal diya kahaan

ai dushman-e-jaan chal diya kahaan

Explore this song