Roman script

ye bahar ye sama ye jhumati jawaniya

ye bahar ye sama ye jhumati jawaniya

dekhiye kidhar kidhar jaiye kaha kaha

ye bahar ye sama

bahake is tarah husn ishq ki najar

chala hai rah bhul ke jaise koi bekhabar

mastiyo me dubati lo chali hai jindgi

ho gaya hai pyar ke kabil ye jahan

ye bahar ye sama ye jhumati jawaniya

dekhiye kidhar kidhar jaiye kaha kaha

ye bahar ye sama

dekh aisa waqt na mile jindgi me

gori gori baho ne laga di aag pani me

dekh aisa waqt na mile jindagi me

gori gori baho ne laga di aag pani me

kisne rang ghola hai mauj ek shola hai

jal rahe hai aaj ye jamino aasma

ye bahar ye sama ye jhumati jawaniya

dekhiye kidhar kidhar jaiye kaha kaha

ye bahar ye sama

Explore this song