Roman script

ye bahar ka sama karar ka sama nikhar ka sama kho na dena

ye bahar ka sama karar ka sama nikhar ka sama kho na dena

ye jawa jawa jaha hansi hansi jaha ye dilnashi 

jaha kho na dena ye bahar

wo kawari kaliya hansu hansi wo ghataye gesuye ambari

tu jaha bhi sath hai humnashi duniya me jannat hai wahi 

mere pasba ye gulsita ye murado ka jaha kho na dena

ye bahar ka sama kara ka sama nikhar ka sama kho na dena

ulfat ki kahkar dasta hai zami pe jhuk gaya aasma

chalo bekhudi me behak chale hai waqt apne pe meharba

mere karba meri janeja ye shabab ka jaha kho na dena

ye bahar ka sama kara ka sama nikhar ka sama kho na dena

ye jawa jawa jaha hansi hansi jaha ye dilnashi  

jaha kho na dena 

ye bahar ka sama kara ka sama nikhar ka sama kho na dena

Explore this song