Roman script

ye aur baat hai hum tumko yaad aa na sake

ye aur baat hai hum tumko yaad aa na sake

sharab pee ke bhi lekin tumhe bhula na sake

ye aur baat hai

har ek zaam me ubhri hai yaad majhi ki

har ek zaam me ubhri hai yaad majhi ki

yaad majhi ki

ye kaisi aag hai paani jise bujha na sake

ye kaisi aag hai paani jise bujha na sake

ye aur baat hai

gamo ke bojh ne itna daba diya humko

gamo ke bojh ne itna daba diya humko

daba diya humko

ki jab mili hume khushiya to muskura na sake

ki jab mili hume khushiya to muskura na sake

ye aur baat hai

ye faaslo ki hai basti isiliye yaaro

ye faaslo ki hai basti isi liye yaaro 

isiliye yaaro 

main paas na sake wo bhi paas aa na sake

main paas na sake wo bhi paas aa na sake

ye aur baat hai

wo sanp se khatarnaak aadami hoga

wo sanp se khatarnaak aadami hoga

aadami hoga

jo dil se dil to milaye nazar mila na sake

jo dil se dil to milaye nazar mila na sake

ye aur baat hai

sukun diya hai zamane ko mere nagmo ne

sukun diya hai zamane ko mere nagmo ne

mere nagmo ne

azeeb baat hai khud hi ko hum hansa na sake

azeeb baat hai khud hi ko hum hansa na sake

ye aur baat hai hum tumko yaad aa na sake

ye aur baat hai hum tumko yaad aa na sake

sharab pee ke bhi lekin tumhein bhula na sake

yeaur baat hai

Explore this song