Roman script

sona rup hain pili pili sarso

use rab ne banaya barso 

maine dekha hain rang sunhara 

sona rup chand sa chehra 

ye ada main fida ye ada main fida 

mora jiya na jala o sanwari 

mora jiya na jala o sanwari 

mora jiya na jala mora jiya na jala

mora jiya na jala jiya na jala o sanwari 

mora jiya na jala o sanwari 

maine dekha hain shaam ko dhalte 

o maine dekha hain taro ko chalte 

maine dekha hain phulon ko khilte 

o maine dekha hain sapno ko milte 

ye ada main fida ye ada main fida 

mora jiya na jala o sanwari 

mora jiya na jala o sanwari 

mora jiya na jala mora jiya na jala

mora jiya na jala jiya na jala o sanwari 

mora jiya na jala o sanwari 

maine dekhi hain julfon ki badali 

o maine dekhi hain sokh si pagali 

o maine dekha hain ishq ka manjar 

uski aankhon mein gahra samandar

ye ada main fida ye ada main fida 

mora jiya na jala o sanwari 

mora jiya na jala o sanwari 

mora jiya na jala mora jiya na jala

mora jiya na jala jiya na jala o sanwari 

mora jiya na jala o sanwari 

maine dekhe hain rangeen sharaare

o maine dekhe hain ajab najare 

o maine dekhi hain dilkash jawani 

maine dekhi hain pariyon ki rani 

ye ada main fida ye ada main fida 

mora jiya na jala o sanwari 

mora jiya na jala o sanwari 

mora jiya na jala mora jiya na jala

mora jiya na jala jiya na jala o sanwari 

mora jiya na jala o sanwari

Explore this song