Roman script

yeh aap ne kya keh diya 

yeh aap ne kya keh diya 

ke hone laga dil mein kuchh kuchh kuchh kuchh

yeh aap ne kya keh diya 

yeh aap ne kya keh diya 

ke hone laga dil mein kuchh kuchh kuchh kuchh

aap ne kya keh diya

o o gajab aaj ki dhalati shaam hai 

o o gajab aaj ki dhalati shaam hai

aise mein mujhe tumase kaam hai

pyaasi hu pyaare main dariya kinaare 

pyaasi hu pyaare main dariya kinaare 

abb toh mujhe teri lagi tu hi bujha kuchh kuchh kuchh kuchh

aap ne kya keh diya, yeh aap ne kya keh diya

o chhodo bhi sanam jag ki baat ko 

yahaan kaun aayega aadhi raat ko

najarein mila lo tamanna nikaalo 

najarein mila lo tamanna nikaalo 

mujhe jo hai tujhe bhi ho wahin nasha kuchh kuchh kuchh kuchh

aap ne kya keh diya, yeh aap ne kya keh diya

ke hone laga dil mein kuchh kuchh kuchh kuchh

aap ne kya keh diya

o o o aa ai gulbadan behaka de mujhe 

o o o aa ai gulbadan behaka de mujhe 

apane pyaar se mehaka de mujhe

aa ai hasina ke jab tak hai jina 

aa ai hasina ke jab tak hai jina 

maanu nahi jaanu nahi tere siwa kuchh kuchh kuchh kuchh

aap ne kya keh diya, yeh aap ne kya keh diya

ke hone laga dil mein kuchh kuchh kuchh kuchh

aap ne kya keh diya, yeh aap ne kya keh diya

Explore this song