Roman script

ye aanhke ye aanhke jhuki jhuki si ye sanse ruki ruki si

ye aanhke jhuki jhuki si ye sanse ruki ruki si

aaj kuch khona bhi hai aaj kuch pana bhi hai

aaj ki raat hai jawa jazbaat hai kya baat na pucho

na pucho tauba tauba na pucho tauba tauba

na jane ab kya hoga kya hoga haye kya hoga

ye aanhke ye aanhke jhuki jhuki si ye sanse ruki ruki si

kal the jo ajnabi aaj sab kuch hai wo

is naye mod pe jane kya hal ho

ye dil nadan nahi pucho naye arman na pucho

na pucho tauba tauba na pucho tauba tauba

na jane ab kya hoga kya hoga haye kya hoga

ye aanhke ye aanhke jhuki jhuki si ye sanse ruki ruki si

ik naye pyar se dil ki dunia saji

har kuwari tamnna aaj dulhan bani

naye andaz bhadakte saz ye dil ke andaz na pucho

na pucho tauba tauba na pucho tauba tauba

na jane ab kya hoga kya hoga haye kya hoga

ye aanhke ye aanhke jhuki jhuki si ye sanse ruki ruki si

Explore this song