Roman script

ye aankhe jawani

mein kya dhundati hai

ye aankhe jawani

mein kya dhundati hai

suna hai ke koi nasha dhundati hai

suna hai ke koi nasha dhundati hai

suna hai 

suna hai ke koi nasha dhundati hai

ye aankhe jawani

mein kya dhundati hai

hun mohabbat ki, hun mohabbat ki

bhukhi, mohabbat ki pyaasi

hun mohabbat ki, hun mohabbat ki

bhukhi, mohabbat ki pyaasi

ha ye dil mein kisi ke wafa dhundati hai

ha ye dil mein kisi ke wafa dhundati hai

suna hai ke

suna hai ke koi nasha dhundati hai

ha ye aankhe jawani

mein kya dhundati hai

hue mujarim, hue mujarim

wafa ki ye aati jafa ki

hue mujarim, hue mujarim

wafa ki ye aati jafa ki

ha sazawaar hai ye saza dhundati hai

ha sazawaar hai ye saza dhundati hai

suna hai ke

suna hai ke koi nasha dhundati hai

ye aankhe jawani

mein kya dhundati hai

Explore this song