Roman script

yaaro sun lo jara ha apna ye kehna 

jina ho to apunke jaise hi jina 

gadi bangla nahi na sahi na sahi 

bank balance nahi na sahi na sahi

tv video nahi na sahi na sahi 

shooting shating nahi na sahi na sahi 

inki hamko kyun fikar, jilo jaise mast kalandar 

yaaro sun lo jara ha apna bhi kehna 

jina ho to apunke jaise hi jina 

gadi bangla agar ho to kya baat hai 

bank balance se rangin din raat hai 

tv video agar hai to kya hai maja 

dressing hassing se kuchh aur hi thaat hai 

inki kar lo kuchh to kadar, yaara thoda ja sudhar 

yaaro sun lo jara ha apna ye kehna 

jina ho to apunke jaise hi jina 

hamko dekho ham hai yaara apni marji ke raja 

duniya bole to maja hai naa kaho khudko raja 

naam apunka munnabhai ham kare wo jo dil me samai 

are dhanda kiya na kiya kya fikar 

kaun aaya gaya duniya me kya khabar 

is duniya se tum jo rahe bekhbar 

kahi duniya tumhe naa bhulaye 

yaaro sun lo jara ha apna ye kehna 

jina ho to apunke jaise hi jina 

gadi bangla nahi na sahi na sahi 

bank balance nahi na sahi na sahi

tv video nahi na sahi na sahi 

shooting shating nahi na sahi na sahi 

inki karlo kuchh to kadar, yaara thoda ja sudhar 

kal ka kya hai kisne dekha ham to aaj me jite hai 

jin me himmat hai nahi wo aisi baate karte hai 

iski to tum baat karna hamko dada sab kehte hai 

are shero ke jaisa hai apna jigar 

uncha hi raha hai sada apna sar 

sar se jyada unchi rahe ye najar 

aasma fir sar ko jhukaye

yaaro sun lo jara ha apna bhi kehna 

jina ho to apunke jaise hi jina 

gadi bangla agar ho to kya baat hai 

bank balance se rangin din raat hai 

tv video agar hai to kya hai maja 

dressing hassing se kuchh aur hi thaat hai 

inki hamko kyun fikar, jilo jaise mast kalandar 

yaaro sun lo jara ha apna ye kehna 

hey jina ho to apunke jaise hi jina 

lyrics typed by :- ruchita parab

Explore this song