Roman script

yaro kisi se na kahna, hai chup chup ke rahna

yaro kisi se na kahna, hai chup chup ke rahna

mai chori chori aaya hu, musibat na banna yaro

mai chori chori aaya hu, musibat na banna yaro

milu jo mai kisi se najar ka hu dhokha

raahe meri hai band 

raahe meri hai band

par kisi ne nahi roka, milu jo mai kisi se 

najar ka hu dhokha, raahe meri hai band

par kisi ne nahi roka 

mai chori chori aaya hu, musibat na banna yaro

mujhko hai jara etbar, mujhko hai jara yakin

jhumta hai aasma

jhumta hai aasma

ya jhumti hai ye jami, kon hosh me waha

hum bhi nashe me yaha 

talash kar rahi najar, pila gaya wo hai kaha 

talash kar rahi najar, pila gaya wo hai kaha 

chhup chhup rahu jo mai yaha 

puchhe jo koi mai kaha, na na kisi se kahana 

yaro kisi se na kahna, hai chup chup ke rahna

o yaro kisi se na kahna, hai chup chup ke rahna

mai chori chori, chori chori aaya hu 

musibat na banna yaro

Explore this song