Roman script

yaar mere mausam hai mastana mastana

are mastana mausam hai deewana deewana

yaar mere mausam hai mastana mastana

mastana mausam hai deewana deewana

mana tu khiladi hai, mana tu shikaari hai

tujhko bana dungi parwana 

yaar mere mausam hai mastana mastana

mastana mausam hai deewana deewana

are tune mujhe chhed diya pyar mein

ho meine tujhe gher liya raah mein

ho dil tumhe o ho dil tumhe

ha ha dil tumhe dena padega o sanam

ha kar ya na kar tu teri kasam

ha tune mujhe chhed diya pyar mein

ho meine tujhe gher liya raah mein

ho dil tumhe o ho dil tumhe

ha ha dil tumhe dena padega o sanam

ha kar ya na kar tu teri kasam

are sun le mere dil ka tu afsana afsana

ha sunle mere dil ka tu afsana afsana

mastana mausam hai deewana deewana

mana tu khiladi hai, mana tu shikaari hai

tujhko bana dungi parwana

yaar mere mausam hai mastana mastana

mastana mausam hai deewana deewana

are jaane de chhod mera raasta

ho tera mera nahi koi waasta

ho main koi ha ha main koi

ha ha main koi aashiq awara nahi

main teri zulfon ka mara nahi

are jaane de chhod mera raasta

ho tera mera nahi koi waasta

ho main koi ha ha main koi

ha ha main koi aashiq awara nahi

main teri zulfon ka mara nahi

are main to ek raahi hu anjana anjana

are main to ek raahi hu anjana anjana

teri adaao se begana begana

mana tu sayani hai are lekin tu deewani hai

tune mujhe nahi pehchana

yaar mere mausam hai mastana mastana

mastana mausam hai deewana deewana

mana tu khiladi hai, mana tu shikaari hai

tujhko bana dungi parwana

yaar mere mausam hai mastana mastana

mastana mausam hai deewana deewana

Explore this song