Roman script

duniya ke sab rango se

pyara pyar ka rang, ha rang

sare jhmele bhul ke

bhaiya ghoto bhang kya, ha bhang

ae bauba

yaar masti me gaa, taan unchi laga

aaja dhum machaye gali gali

dhol bajta rahe pyar sajta rahe

khile man ki bagiya kali kali

bhul ke sari chinta jhumo

dekhe duniya jali jali

yaar masti me gaa, taan unchi laga

aaja dhum machaye gali gali

yaar masti me gaa, taan unchi laga

aaja dhum machaye gali gali

gulgule hai gulgule bade majedar hai

gulgule hai gulgule bade majedar hai

holi ke din aayenge hum o gori

toka banane rangoli re

choli chunariya bhigoy jo humri

kis kaam ki aisi holi re

choli hai kya aur chunariya hai kya

la dega phir tujhko tera piya

sath lehanga bhi ho thoda mehanga bhi ho

warna chhod ke main to chali chali

dhol bajta rahe pyar sajta rahe

khile man ki bagiya man ki bagiya

man ki bagiya kali kali

yaar masti me gaa, taan unchi laga

aaja dhum machaye gali gali

hey hey

rasgulle hai rasgulle bade majedar hai

o rasgulle hai rasgulle bade majedar hai

aaj karo tum khul ke tamasha

bolo apne man ki bhasha

jhumo aur lahralo bhaiya

bahko aur bahkalo bhaiya

hosh ko tu maar de goli

karle baate bhali bhali

yaar masti me gaa, taan unchi laga

aaja dhum machaye gali gali

dhol bajta rahe pyar sajta rahe

khile man ki bagiya man ki bagiya

man ki bagiya kali kali

yaar masti me gaa, taan unchi laga

aaja dhum machaye gali gali

chulbule hai chulbule bade majedar hai

chulbule hai chulbule bade majedar hai

are pyar ke aage hai ye sare saste

kya heere kya moti re

patthar ka hota ye insan yaaro

jo ye mohabbat na hoti re

ehsaan ye tumne hum par kiya

dil kaise dhadke ye samjha diya

dil se dil mil gaye

phul khil khil gaye

jinke rango par hum bali bali

yaar masti me gaa, taan unchi laga

aaja dhum machaye gali gali

dhol bajta rahe pyar sajta rahe

khile man ki bagiya kali kali

bhul ke sari chinta jhumo

dekhe duniya jali jali

yaar masti me gaa, taan unchi laga

aaja dhum machaye gali gali

yaar masti me gaa, taan unchi laga

aaja dhum machaye gali gali

yaar masti me gaa, taan unchi laga

aaja dhum machaye gali gali

are babua are baja na re

are naach are naach

hey hey hey hey hoye hoye hoye

Explore this song