Roman script

yaqeen aise toota bhayam apna loota

ye samjhi te hum ki

watan hai hamara tumhara

thi kinki ghalti

gharonda hi toda

ye samjhi te hum ki

ye ghar hai hamara tumhara

ye zinda chitayein

ye murda duaayen

kahin teer-o-nastar

kahin cheekhon aahen

ke insah se insah hi bachta fire

maara maara..

maaon ke sar se

cheeni hai chadar

bilkate ye nanhe

ye besaya beghar

kamjor kaandho pe aulaad ke sar

rakshak aaj ravan ke afsar

ke daaman hi insaniyat ka hua

paara paara..

Explore this song