Roman script

dekha hai manzar ye kaisa

ye aankhe khuli ki khuli reh gayi

chaha thaa udna dil mera

paron ki udane kati reh gayi

kuch aisa hua hai aansu hi dua hai

khamosh si juban hai sab kuch dhua dhua hai

royi royi zindagi yaq ba yaq kyu

khoyi khoyi har khushi yaq ba yaq kyu

tuta tuta hausla yaq ba yaq kyu

rutha rutha hai khuda yaq ba yaq kyu

subah ki aagosh me tha andhera sa ghana

dil kare kis se gila yaar hi dushman bana

zakhmo se darbadar aa phirta hu darbadar

phulo pe hai fizaa kaanto pe ab hai guzar

kuch aisa hua hai aansu hi dua hai

khamosh si juba hai rutha sa meherba hai

royi royi zindagi yaq ba yaq kyu

khoyi khoyi har khushi yaq ba yaq kyu

tuta tuta hausla yaq ba yaq kyu

rutha rutha hai khuda yaq ba yaq kyu

zindagi ki aankh me bikhra bikhra khwab hai

socha kya tha kya hua dil soch ke betab hai

tum pe kiya yakee ha the galat hum hi

sanse to hai bachi jeene ki khwahish ab nahi

kuch aisa hua hai aansu hi dua hai

khamosh si jubaa hai rutha sa meherba hai

royi royi zindagi yaq ba yaq kyu

khoyi khoyi har khushi yaq ba yaq kyu

tuta tuta hausla yaq ba yaq kyu

rutha rutha hai khuda yaq ba yaq kyu

Explore this song