Roman script

yamuna kinare rah nihare 

teri gopika radha

tujhko pukare bansi bajriya 

murli ki dhun to sunaja

sham ho gayi mai to bawri

pyar kar liya sun le

tarse radhika khabar le jara 

yamuna me tumko dekhe

tere bina eye krishan kya karu

aake tum jara ye to bol do

prit lagake bhul gaye kyu

aas dilake chhod  gaye kyu

bolo karishana

yamuna kinare rah nihare 

teri gopika radha

tujhko pukare bansi bajriya 

murli ki dhun to sunaja

Explore this song