Roman script

pad khule man ke panchhi ke haule haule faila 

ke ude ud chala surmayi 

safeba sanjh ke pichhe pichhe mundar dariya 

ki tarah reh chala farebaajo me meri jo the hawa 

aawaj hai meri jinki sada 

ankhiya wahi maah mera saya bani har pal 

aankhiya mili chhaya tabhi paya tujhe manjil 

dur ke ek kone me nur ka jo jariya 

soya tha khil gaya khidkiya 

khul gayi khud ki hi karishma hai roshni ka tukda 

khoya tha mil gaya nur tune hi mere paaw tale 

sath mere koi aao chale 

ankhiya wahi maah mera saya bani har pal 

aankhiya mili chhaya tabhi paya tujhe manjil

Explore this song