Roman script

arey yak-b-yak yak-b-yak koi kahi 

mil jata hai yak-b-yak

dil se mil mil ke dil khil jata hai yak-b-yak

humne jo socha tha dil ne jo chaha tha

are humne jo socha tha dil ne jo chaha tha

wahi mila aaj yaka yak achanak he

yak-b-yak yak-b-yak koi kahi 

mil jata hai yak-b-yak

apne jawa dil pe hume kal tak bada naaz tha

kal tak mere dil ke liye ye ishq ek raaz tha

is ishq me dil haar ke kya yaar humko mila

ye haar bhi kya haar hai is haar pe hum fida

dil pe naya war huya yaar mila pyar huya

dil pe naya war huya yaar mila pyar huya

mar gayi teri ek jhalak achanak huyi

yak-b-yak yak-b-yak koi kahi 

mil jata hai yak-b-yak

aankho me thi khawabo me thi barso se surat teri

humko bhi thi dil ko bhi thi kab se jarurat teri

muddat se hum tarse sanam

aa ab to lag ja gale ab daur ye yu hi chale 

ye raat ab na dhale

ho jhuki jhuki nazar nazar uthi aise mili 

jhuki jhuki nazar uthi nazar uthi aise mili

gayi koi bijli chamak achanak

yak-b-yak yak-b-yak koi kahi 

mil jata hai yak-b-yak

madhosh tum behosh hum chhaya ye kaisa nasha

ye intza hai janeman aayega aage maza

samjhe na tum haye samjhe na hum hoye 

kab kaise kya ho gaya ye baad me janoge tum

kya mil ke kya kho gaya

o haar meri jit bani prit bani

haar meri jit bani prit bani

baat badi yahan aage tak achanak

yak-b-yak yak-b-yak koi kahi 

mil jata hai yak bay

dil se mil milke dil khil jata hai yak-b-yak

humne jo socha tha dil ne jo chaha tha

arey humne jo socha tha dil ne jo chaha tha

wahi mila aaj yaka yak achanak 

yak-b-yak yak-b-yak yak-b-yak  yak-b-yak

Explore this song