Roman script

yahi wo jagah thi hamdam, dil jaha leke aaye the ham

yahi wo jagah thi hamdam, dil jaha leke aaye the ham

tab se hai lapata dil, jane kyu kho gaya dil janam

yahi wo jagah thi hamdam 

mujhe lagta hai koi tha yaha, jisne dil hai churaya

dil to hai mera bhola bejuba, aaye na bas me kaya

mere pyare dil ka bechare dil ka, hona hai ab na jane kya alam

yahi wo jagah thi hamdam, dil jaha leke aaye the ham

tab se hai lapta dil, jane kyu kho gaya dil janam

yahi wo jagah thi hamdam 

dhundhe nahi mile koi nishan, aisa bhi kya khona

laye kya the use tum sachmuch yaha, thik se yad karo na

wo jo pyara dil hai tumhara dil hai, kahi na ghar me ho pada

madam mujhko bata do ye tum, kaise manu dil hua hai gum

chor ho ya sipahi, laye kiski gawahi ho tum 

mujhko bata do ye tum

sunega jo koi mera dil gaya, lakho banenge afsane

kahna mere dil ko dil ek mil gaya, dono hue hai diwane 

hue pagal dono hai ghayal dono, dono dilo ka yu hua sangam

yahi wo jagah thi hamdam, dil jaha leke aaye the ham

yahi wo jagah thi hamdam, dil jaha leke aaye the ham

tab se hai lapata dil, jane kyu kho gaya dil janam

yahi wo jagah thi hamdam

Explore this song