Roman script

yahi wafa ka sila hai to koi baat nahi

yahi wafa ka sila hai to koi baat nahi

ye dard tune diya hai to koi baat nahi

yahi wafa ka sila hai to koi baat nahi

yahi wafa ka sila hai

kise majaal kahe koyi mujhko diwaana

kise majaal kahe koyi mujhko diwaana

kise majaal kahe koyi mujhko diwaana

agar ye tumne kaha hai to koi baat nahi

agar ye tumne kaha hai to koi baat nahi

ye dard tune diya hai to koi baat nahi

yahi wafa ka sila hai

yahi bahut hai ki tum dekhte ho saahil se

yahi bahut hai ki tum dekhte ho saahil se

yahi bahut hai ki tum dekhte ho saahil se

safina dub raha hai to koi baat nahi

safina dub raha hai to koi baat nahi

ye dard tune diya hai to koi baat nahi

yahi wafa ka sila hai

jo aane waala hai kal usko kisne dekha hai

jo aane waala hai kal usko kisne dekha hai

jo aane waala hai kal usko kisne dekha hai

wo hamse aaj juda hai to koyi baat nahi

wo hamse aaj juda hai to koyi baat nahi

ye dard tune diya hai to koi baat nahi

yahi wafa ka sila hai to koi baat nahi

yahi wafa ka sila hai

Explore this song