Roman script

chota sa pariwar hamara yahi to hai sansar hamara

kami koi mahsus na hogi kami koi mahsus na hogi

sath hai tere pyar hamara chota sa pariwar hamara 

yahi to hai sansar hamara

sita tu muskati rahna sukh achal me simat ayenge

sath suhagan nahi to kya hai

sath suhagan nahi to kya hai

god bharayi hum gayenge chota sa pariwar hamara 

yahi to hai sansar hamara

gaj raja tera bhai bada raksha ko tere pas khada

gaj raja tera bhai bada raksha ko tere pas khada

is tote ka kya kahna jaise mith boli bahna 

hanumanta hai sewak sanjiwni bhi lade jo

hanumanta hai sewak sanjiwni bhi lade jo

pahli pahli ye najuk bela sambhalegi tujhe ban mata

pahli pahli ye najuk bela sambhalegi tujhe ban mata

apnapan adar hamdardi mamta bhara guljar hamara

chota sa pariwar hamara yahi to hai sansar hamara

ram mile to fir kyu sita karne lagi mayke ki chinta

pyar jo do se teen bana ha pyar jo do se teen bana hai

jiwan aba rangin bana hai chota sa pariwar hamara 

yahi to hai sansar hamara

hathi ki bhi hai pathshala khelo me sabak sikha dala

hathi ki bhi hai pathshala khelo me sabak sikha dala

jhil or jharne gate hai sher bhi hath milate hai

sadiyo tak rahe pyar amar bandhi ayodhya se badkar

sadiyo tak rahe pyar amar bandhi ayodhya se badkar

ho rajkumar hai ankho ka tarasuraj jaisa deep hamara

mat pita bhagwan hamare banta har ik prani pyara

chota sa pariwar hamara yahi to hai sansar hamara

chota sa pariwar hamara yahi to hai sansar hamara

kami koi mahsus na hogi kami koi mahsus na hogi

sath hai tere pariwar hamara chota sa pariwar hamara 

yahi to hai sansar hamara chota sa pariwar hamara 

yahi to hai sansar hamara

Explore this song