Roman script

yahi to hai mere khwabo ka jahan

yahi to hai mere khwabo ka jahan

ye saji dharti ye khula khula aasma

saji dharti ye khula khula aasma

kitna madhur lage jeena yaha

yahi to hai mere khwabo ka jahan

tan mera chhu gayi mahki hawa

man mera lahrake gaane laga

tan mera chhu gayi mahki hawa

man mera lahrake gaane laga

bahak gaye mahak gaye mere arma

bahak gaye mahak gaye mere arma

yahi to hai mere khwabo ka jahan

kitna madhur lage jeena yaha

ghane ghane pedo se chhane yaha dhup

mausam ka salona yaha lagta hai rup

ghane ghane pedo se chhane yaha dhup

mausam ka salona yaha lagta hai rup

pahle kahin dekha ye nahi aankho ne sama

yahi to hai mere khwabo ka jahan

kitna madhur lage jeena yaha

mere liye raaho me hai bikhre

khile khile phulo ke ye gajre

mere liye raaho me hai bikhre

khile khile phulo ke ye gajre

dil ye tera samajh gaya phulo ki bhasha

yahi to hai mere khwabo ka jahan

ye saji dharti ye khula khula aasma

kitna madhur lage jeena yaha

jeena yaha, jeena yaha

jeena yaha, jeena yaha

Explore this song