Roman script

yahi raho yahi raho yahi raho raam ji 
mat jao banwas ram ji 
mat jao banwas 
chaudah barash tak isi jagah par 
raho hamare paas ram ji 
mat jao banwas ram ji 
mat jao banwas
yahi raho yahi raho yahi raho raam ji 
mat jao banwas ram ji 
mat jao banwas ram ji 
mat jao banwas
tum jo kahoge to yahi pe ham 
ek nayi ayodhya basayenge ho 
ek nayi ayodhya basayenge 
o tu jo chahoge to 
dharti ko khod khod, saryu ko bhi yaha layenge 
he ram siya ram, he ram siya ram 
he ram siya ram 
tumhare liya ham ek mahal banayenge 
fir hath jod jod usme basayenge 
sab devi devta dekhan ko ayenge 
danto ke tale wo ungli dabayenge 
ruk jao mat jao 
are ho
tum yaha kya aaye hamre liye to he ram 
tum yaha kya aaye hamre liye to 
dharti pe aaya aakash ram ji 
mat jao banwas ram ji 
mat jao banwas ram ji 
mat jao banwas
yahi raho yahi raho yahi raho raam ji 
mat jao banwas ram ji 
mat jao banwas ram ji 
mat jao banwas
rakhi ke din ham tumko banayege 
apna pyara bhaiya ho 
apna pyara bhaiya 
o sita rani ko bhabhi kahenge 
le lenge pyar se balaiya 
he ram siya ram, he ram siya ram 
he ram siya ram 
bhabhi ke aas paas chakkar layenge 
ham inko chhod ke kahi na jayenge 
ruthegi agar ye inko manayenge 
dholak bajayenge gana sunayenge 
ruk jao mat jao 
are ho 
kabhi kabhi jangal me mil jate hain he ram 
kabhi kabhi jangal me mil jate hain 
rakshas bade badmash ram ji 
mat jao banwas ram ji 
mat jao banwas ram ji 
mat jao banwas
yahi raho yahi raho yahi raho raam ji 
mat jao banwas ram ji 
mat jao banwas ram ji 
mat jao banwas

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Usha Mangeshkar