Roman script

rum pum taara rum pum pum rum pum taara rum pum pum

rum pum taara rum pum pum chal pade ha chal pade

chal pade to hum chal pade chal pade deewaane to

chaahat ke parwaane to aandhi ho tufaan ho

ya mushkil mein jaan ho yahin hai yahin daastaan pyaar ka 

yahin hai yahin raasta pyaar ka

na rok sake dushman koi na tod sake bandhan koi

iss ishq ka dastoor hai jo bhi ho saja manjoor hai

hame mil gaya hai pata pyaar ka 

hame mil gaya hai pata pyaar ka

chal pade ha chal pade chal pade to hum chal pade

chal pade deewaane to chaahat ke parwaane to

har mausam apna hoga pura har sapna hoga

ho chahe koi janm hona hai hoga sangam

hame hai hame waasta pyaar ka 

hame hai hame waasta pyaar ka

chal pade ha chal pade chal pade to hum chal pade

chal pade ha chal pade chal pade to hum chal pade

logo ke ehsaas mein honge hum itihaas mein

dil ka har panna bolega pyaar nigaaho mein dolega

hame hai hame waasta pyaar ka hame hai hame waasta pyaar ka 

yahin hai yahin raasta pyaar ka yahin hai yahin raasta pyaar ka 

yahin hai yahin raasta pyaar ka yahin hai yahin raasta pyaar ka

Explore this song