Roman script

kal ko bhulo na, kal to bita re

suni chaukhat pe, dekho aaj baitha re

kal ko bhulo na, kal to bita re

suni chaukhat pe, dekho aaj baitha re

yahan vahan, yahan vahan

phirta main jahan tahan, kahan kahan

hui jo hai khata khata khata khata

yara hame maf kar do na

yahan vahan, yahan wahan

phirta main jahan tahan, kahan kahan

hui jo hai khata khata khata khata

yara hame maf kar do na

kashti hun main woh tanha, dhunde jo sahil

tere dil ka woh kona, hai meri manzil

kashti hun main woh tanha, dhunde jo sahil

tere dil ka woh kona, hai meri manzil

mana ke tu hai na badi khafa

main bhi zara dun yeh tujhe bata

tere bin din ghuzar jaye, sham dhal jaye

rat bite na

yahan wahan, yahan vahan

phirta main jahan tahan, kahan kahan

hui jo hai khata khata khata khata

yara hame maf kar do na

mujhko itna sukun hai, sach main kehta hu

gusse me hi sahi, tere dil me rehta hu

mujhko itna sukun hai, sach main kehta hu

gusse me hi sahi, tere dil me rehta hu

mangun bas main to yehi dua

dard ki de mujhe koi dawa

tere bin kaise samjhaye, chain na aaye

dil yeh mane na

yahan vahan, yahan wahan

phirta main jahan tahan, kahan kahan

hui jo hai khata khata khata khata

yara hame maf kar do na

yahan vahan, yahan wahan

phirta main jahan tahan, kahan kahan

hui jo hai khata khata khata khata

yara hame maf kar do na

Explore this song