Roman script

ye dhak dhak kya hain kya dil ko hua hain 
koi to samjaye ye kiska nasha hain 
ho kya hua haye kya hua 
ye dhak dhak kya hai kya dil ko hua hain 
koi to samjaye ye kiska nasha hain 
ho kya hua haye kya hua 
jaane kaisa tir tha
nighao mein jo chir ke 
rakh diya julmi ne dil mera chir ke 
jaane kaisa tir tha 
nighao mein jo chir ke 
rakh diya julmi ne dil mera chir ke 
ha ha bhola bhola kuchh bhi na bola 
ankhiya se jaddu kiya haye 
ye dhak dhak kya hain kya dil ko hua hain
koi to samjhaye ye kiska nasha hain 
ho kya hua haye kya hua 
ho jab kisi dil se ye dil takra gaya 
lut gaya dil haye mujhe to maja aa gaya 
ho jab kisi dil se ye dil takra gaya 
lut gaya dil hayw mujhe to maja aa gaya
phle ghabrai thoda sharmayi 
phir dil de hi diya haye 
ye dhak dhak kya hain kya ko hua hain 
koi to samjhaye ye kiska nasha hain 
ho kya hua haye kya hua

Song details

Song video

Watch on YouTube