Roman script

yaad piya ki aaye

yaad piya ki aaye

aaye re aaye re yaad, yaad piya ki aaye

ye dukh saha na jaye ram, haye ram

yaad piya ki aaye aa

bairi koyaliya kuk sunaye re raam

ha bairi koyaliya kuk sunaye ram

bairi koyali, kuk kuk sunaye

kuk sunaye, kuk sunaye kuk kuk

bairi koyaliya haye kuk sunaye 

mujh birhan ka jiyara jalaaye

ha pi bin raha na jaye ram, haye raam

yaad piya ki aaye haye ram

yaad piya ki aaye

baali umariya suni re sejariya re 

baali umariya, baali umariya

baali umariya baali

baali, baali umariya re

baali umariya baali

baali umariya

hans mire sajaniya re

baali umariya suni re sejariya

chauban beeton jaye raam, haye raam

yaad piya ki aaye, yaad piya ki aaye

re ye dukh saha na jaye ram, haye raam

yaad piya ki aaye, haye raam

yaad piya ki aaye

Explore this song