Roman script

yaad aa raha hai dil ko

yaad aa raha hai dil ko

bhula hua zamana 

yaad aa raha hai dil ko

yaad aa raha hai dil ko

bhula hua zamana

yaad aa raha hai dil ko

har shay pe zindagi thi

har chiz par jawani

har shay pe zindagi thi

har chiz par jawani

aankho me ek kahani

hotho pe ek tarana

yaad aa raha hai dil ko

yaad aa raha hai dil ko

bhula hua zamana

yaad aa raha hai dil ko

unki adaye dil ko ab yad aa rahi hai

unki adaye dil ko ab yad aa rahi hai

chupke se unka aana 

aur mujhko chhed jana

yaad aa raha hai dil ko

yaad aa raha hai dil ko

bhula hua zamana

yaad aa raha hai dil ko

dil ko khabar nahi thi 

ban jayega kisi din

dil ko khabar nahi thi 

ban jayega kisi din

do din ka muskurana

rone ka ek bahana

yaad aa raha hai dil ko

yaad aa raha hai dil ko

bhula hua zamana

yaad aa raha hai dil ko

yaad aa raha hai dil ko

bhula hua zamana

yaad aa raha hai dil ko

Explore this song