Roman script

yad aa raha hai dil ko yad aa raha hai dil ko 

bhula hua zamana yad aa raha hai dil ko 

yad aa raha hai dil ko bhula hua zamana

yad aa raha hai dil ko 

har shay pe zindagi thi har chij par jawani

aankho me kahani  hotho pe ek tarana

yad aa raha hai dil ko  yad aa raha hai dil ko

bhula huya zamana yad aa raha hai dil ko 

unki adaye dil ko ab yad aa rahi hai

chupke se unka aana aur mujhko chhed jana

yad aa raha hai dil ko yad aa raha hai dil ko

bhula hua zamana yad aa raha hai dil ko 

dil jo khabar nahi thi ban jayega kisi din

do din ka muskurana  rone ka ek bahana

yad aa raha hai dil ko yad aa raha hai dil ko

bhula hua zamana ad aa raha hai dil ko 

yad aa raha hai dil ko  bhula hua zamana

yad aa raha hai dil ko

Explore this song