Roman script

ruke nahi ruke nahi kahi kabhi tere kadam mere kadam

kahe sabhi aake yaha dekhe sabhi teri meri yaariya

jo bhi kahe aaise kahe kahe sabhi kaise hua kaise hua

jaane nahi koi yaha jo bhi hua kaise kiya kya kiya

aaj yeh din toh hain tera 

kal kya ho koi jaane na jaane na na na na na na na 

yaaron na fikar na parwaah yaaron thats the way we are

ho yeh hain maana woh hain gunaah

tere liye yeh hain galat woh hain bura

kaise jeeye koi yaha maan ke duniya ke kayde

aise raho waise raho nahi nahi yeh na karo woh na karo

kahe sabhi dekho yaha dekh ke apne hi faayde

pal do pal ki zindagi chain ek pal dil paye na 

paye na na na na na na na

yaaron na fikar na parwaah yaaron thats the way we are

yaaron na fikar na parwaah yaaron thats the way we are

badle zamana badle yeh mausam

badlenge na ham hamein hain kasam

bhidu bhai bachke bhidu bhai bachke 

bhidu bhai bachke bhidu bhai bachke 

ruke nahi ruke nahi kahi kabhi tere kadam mere kadam

kahe sabhi aake yaha dekhe sabhi teri meri yaariya

jo bhi kahe aaise kahe kahe sabhi kaise hua kaise hua

jaane nahi koi yaha jo bhi hua kaise kiya kya kiya

aaj yeh din toh hain tera 

kal kya ho koi jaane na jaane na na na na na na na 

yaaron na fikar na parwaah yaaron thats the way we are

yaaron na fikar na parwaah yaaron thats the way we are

Explore this song