Roman script

yaro kisi se na kahna hai chup chup ke rahna

mai chori chori aaya hu musibat na banna

yaro kisi se na kahna hai chup chup ke rahna

mai chori chori aaya hu musibat na banna yaro

milu jo mai kisi se najar ka hu dokha

rahe meri hai band

rahe meri hai band par kisi ne nahi roka

milu jo mai kisi se najar ka hu dokha

rahe meri hai band par kisi ne nahi roka

mai chori chori aaya hu musibat na banna yaro

mujhko hai jara yakin

jhumta hai aasma 

jhumta hai aasma ya jhumti hai ye zamin

om nama shivay hum bhi nashe me yaha

talash kar rahi najar 

pila gaya wo hai kaha

talash kar rahi najar 

pila gaya wo hai kaha

na na kisi se na kahna yaro

kisi se na kahna hai chup chup ke rahna

yaro kisi se na kahna hai chup chup ke rahna

mai chori chori aaya hu musibat na banna yaro

Explore this song