Roman script

yaaro jara tham ke

bajao baaja jam ke

o yaaro jara tham ke

bajao baaja jam ke

yaaro jara tham ke

bajao baaja jam ke

aaj galiyo me

aaj galiyo me hoga dhamal

yaar apna chala hai sasural

yaar apna chala hai sasural

ho yaaro jara tham ke

bajao baaja jam ke

yaaro jara tham ke

bajao baaja jam ke

aaj galiyo me

aaj galiyo me hoga dhamal

ho dulha raja chala hai sasural

ho dulha raja chala hai sasural

sasural

yaaro jara tham ke

bajao baaja jam ke

yaaro jara tham ke

bajao baaja jam ke

aaj galiyo me

aaj galiyo me hoga dhamal

yaar apna chala hai sasural

dulha raja chala hai sasural

oye kya soche ab, are dulhe raja

are aaj to tera, are baj gaya baaja

kya soche ab, dulhe raja

aaj to tera, baj gaya baaja

ek din aakhir gaya tu pakda

bahut dino tak bachke bhaga

waqt banke haye re

o waqt banke raha kotwaal

o dulha raja chala hai sasural

yaar apna chala hai sasural

dulha raja chala hai sasural

kismat ka dar khul jayega

jo nahi socha, mil jayega

kismat ka dar khul jayega

jo nahi socha, mil jayega

itna bada ghar milega tujhko

dekh tera dil hil jayega

hoga swagat aaye haye

o hoga swagat waha bemisal

ho dulha raja chala hai sasural

sasural

yaar apna chala hai sasural

dulha raja chala hai sasural

oye gali gali me, kya

are dhak thi teri, baap re

are jagah jagah pe tere charche

gali gali me, dhak thi teri

jagah jagah pe tere charche

aisi himmat kahan kisi me

jo takraye tumse badhke

sher ko, ho sher ko diya pinjre me daal

o dulha raja chala hai sasural

yaar apna chala hai sasural

dulha raja chala hai sasural

hey hey hey hey hey balle balle balle

yaar apna chala hai sasural

dulha raja chala hai sasural

yaar apna chala hai sasural

dulha raja chala hai sasural

Explore this song