Roman script

tere waade ka aitbaar kiya

haye ye kya kiya

bairi hoya tan man sajna haan

kaahe tumse pyaar kiya

kaahe tumse pyaar kiya

haye ye kya kiya

are laila si lagti hai koi

heer si dikhti hai koi

jaane dil ko kya kar dala re

are isko dekhu usko chahu

yaaro dil ko kya samjhau

sohniyo ne maar dala re

yaron ne kaha, yaron ne kaha

yaron ne kaha, kya ho gaya

re kaahe deewana ho gaya

yaaron ne kaha, kya ho gaya

re kaahe deewana ho gaya

are laila si lagti hai koi

heer si dikhti hai koi

jaane dil ko kya kar dala re

are isko dekhu usko chahu

yaaro dil ko kya samjhau

sohniyo ne maar dala re

yaron ne kaha, yaron ne kaha

yaron ne kaha, kya ho gaya

re kaahe deewana ho gaya

yaaron ne kaha, kya ho gaya

re kaahe deewana ho gaya

kuch hua kuch hone laga

halka halka pyaar sa

kuch umeede hone lagi

kuch hua iqrar sa

pehle jo maine ki aarzoo

tumne puchha ke kya hua

main bhi raha uljhan mein is tarah

kehna chaha jo na kaha

kuch aisa waisa hone laga

jaane kaisa hone laga

jaise chanda main, tu tara re

chup chup rehne laga

jaane kahan khone laga

rup tera kaisa nirala re

yaron ne kaha, yaron ne kaha

yaron ne kaha, kya ho gaya

re kaahe deewana ho gaya

yaaron ne kaha, kya ho gaya

re kaahe deewana ho gaya

socha re socha maine soch liya

ek suhani shaam ko

banke rahegi bas tu meri

maano na maano is baat ko

ithlana, balkhana chhod de

chehra jaise salaab sa

itrana, tadpana chhod de

tera aana bhi khwaab tha

koi aaye, koi jaaye

laakh mere dil ko tadpaye

baat kisi ki main na maanu re

are khoya re khoya re khoya

dil teri yaadon mein khoya

tod dil ke taar daale re

yaron ne kaha, yaron ne kaha

yaron ne kaha, kya ho gaya

re kaahe deewana ho gaya

yaaron ne kaha, kya ho gaya

re kaahe deewana ho gaya

Explore this song