Roman script

ruke nahi ruke nahi

kahi kabhi tere kadam mera kadam

kahe sabhi aake yaha

dekhe sabhi teri meri yariya

jo bhi kahe aise kahe

kahe sabhi kaise hua

kaise hua jane nahi koi yaha

jo bhi hua kaise kiya kya kiya

aaj ye din to hai tera

kal kya ho koi jane ja

jane na na na na

yaro na fikar na parwah

yaro next the way we are

yaro na fikar na parwah

yaro next the way we are

mannu tera hua ab mera kya hoga

mannu tera hua ab mera kya hoga

ye hai mana wo hai gunah

tere liye ye hai galat

wo hai bura

kaise jiye koi yaha

man ke dunia ke kayde

aise raho waise raho

nahi nahi ye na karo

wo na karo

kahe sabhi dekho yaha

dekh ke hi apne fayde

pal do pal ki jindagi ki

chain ek pal dil paye na

paye na

yaro na fikar na parwah

yaro next the way we are

yaro na fikar na parwah

yaro next the way we are

badle ye jamana badle ye mausam

badlenge na hum hame hai kasam

Explore this song