Roman script

ho hai zara si meethi meethi halki si khaari
yari yari, yaari yaari, yaari yaari 
ho yaar woh jo samjhe baat bin bole saari
yaari yaari, yaari yaari, yaari yaari 
wo o o ho wo ho wo ho 
zinda yaaron se hui zindagi
wo o o ho wo ho wo ho 
teri meri, meri teri yaari yaari
hoo  hoo 
ho kachchi pakki gullakon ko tod taad kar
chillaro ko apney saare jod jaad kar
tere hisse ki main smile ko khareed lun
meri smile ka kahin na kahin se tu jugad kar
chai wale adde ki bhi chai se hai pyari
you know 
yaari yaari, yaari yaari, yari yari 
wo jiski chal rahi hai abhi tak udhaari
yaari yaari, yaari yaari, yari yari 
wo o o ho  wo ho  wo ho 
zinda yaaro se hui zindagi
wo o o ho wo ho wo ho 
teri meri, meri teri yaari yaari
beer ke nashe me talli hoke jhoom le
mastiyon ke raaste me jhande gaad de
hosh humse apna ghar ke le agar pata
arey hosh se kahe ki hum hai aish me pale
class bunk maar ke pahado pe jaari what  
yaari yaari, yaari yaari, yari yari 
wo ho ghar pe goli deke 
bhagne ki bimari  wassup  
yaari yaari, yaari yaari, yaari yaari 
zinda yaaro se hui zindagi
wo o o ho wo ho wo ho 
teri meri meri teri yaari yaari

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Tanuj Virwani, Aditya Seal