Roman script

yaara yaara main to phisal gaya re

yaara yaara hadh se guzar gaya re

yaara yaara main to phisal gaya re

yaara yaara hadh se guzar gaya re

kaisi mushkil hai rahe, thame rehna yeh bahe

tute na re ruthe na re, chute na saath humara

yaara yaara tu to phisal gaya re

yaara yaara hadh se guzar gaya re

jab jab mushkil ho rahe, tham lengi yeh bahe

tutega na ruthega na, chute na saath humara

yaara yaara main to phisal gaya re

yaara yaara hadh se guzar gaya re

yuhi nahi dagmagaya hu main

yuhi nahi dagmagaya hu main

sambhalne ko hi paas aaya hu main

agar juth bole kasam du tujhe

agar chal na paye kadam du tujhe

humse koi khata ho, dena jo bhi saza ho

tute na re ruthe na re, chute na saath humara

yaara yaara main to phisal gaya re

yaara yaara hadh se guzar gaya re

yaara yaara tu to phisal gaya re

yaara yaara hadh se guzar gaya re

mujhe jhumne de mujhe hain nasha

mujhe jhumne de mujhe hain nasha

tere dil mein kya hain mujhe kya pata

agar yu nahin bekhabar hota tu

to phir mera humsafar hota tu

main to itna hi samjhu, main to itna hi jaanu

tute na re ruthe na re, chute na saath humara

yaara yaara main to phisal gaya re

yaara yaara hadh se guzar gaya re

yaara yaara tu to phisal gaya re

yaara yaara hadh se guzar gaya re

kaisi mushkil hai rahe, thame rehna yeh bahe

tute na re ruthe na re, chute na saath humara

yaara yaara main to phisal gaya re

yaara yaara hadh se guzar gaya re

Explore this song