Roman script

Khanabadosh dono

Khud mein behosh dono

Panchi do chale hum kahan

Bandishein tod saari

Fikre woh chhod saari

Apna khula aasmaan (x2)

Saath mein jo tu hai yaara

Main tera tu mera hai yaara

Khwaishein bas tu hai yaara

Dono befikre..

Khushnuma tu hai

Main hoon

Aur ye lamha (x2)

Khushnuma..

Vaade fizool saare

Duniya ke bhool saare

Tujhse ek soda kar liya

Masti ke yeh nazare

Teri nazar pe vaare

Satrangi tujhsa ho liya

Saath mein jo tu hai yaara

Main tera tu mera hai yaara

Khwaishein bas tu hai yaara

Dono befikre..

Khushnuma tu hai

Main hoon

Aur ye lamha (x2)

Khushnuma..

Parwah humein kal ki kahan

Apna hi hai yeh lamha

Poori nahi aadhi sahi

Tu bhi zara, main bhi zara

Jee le zindagi

Khushnuma tu hai

Main hoon

Aur ye lamha (x2)

Explore this song