Roman script

yaara tu mujh me yun basa mujh me rahi na meri jagah

faila hai tu meri rooh tak tujh me hi mai jeene laga

tu ab me hai tu hi baad me tu hi rubaru tu hi yaad me

jitna tha main tera ho gaya apna bhi main na rahaa

yaara tu mujh me yun basa mujh mein rahi na meri jagah

faila hai tu meri rooh tak tujh mein hi mai jeene laga

tu neend bhi hai khawaab bhi

hai aankh mein meri teri hi aag jal rahi

hai raakh mein meri

hansu teri khushi mein tere gham mein roun main

tere hi saath jaagu main tujhi mein soun main

jeena mera… marna mera tu hi toh hai ab mera

tu jo nahin kuch bhi nahin tu hi toh hai sab mera

yaara tu mujh mein yun basa mujh mein rahi na meri jagah

faila hai tu meri rooh tak tujh mein hi main jeene laga

hoooo..hoooo

chale tu meri saans mein safar tera hoon main

tu chhod ke na jaana mujh ko ghar tera hoon main

rahega mere saath mujhse waada kar le tu

aaj mujhse pyaar thoda zyada kar le tu

tere bina kya hai mera tu hi toh jahaan mera

meri zameen mera yaqeen tu hi aasmaan mera…

yaara tu mujh mein yun basa

mujh mein rahi na meri jagah

faila hai tu meri rooh tak

tujh mein hi main jeene laga

tu ab mein hai tu hi baad mein

tu hi rubaru tu hi yaad mein

jitna tha main tera ho gaya apna bhi main na rahaa…

yaara tu mujh mein yun basa

mujh mein rahi na meri jagah

faila hai tu meri rooh tak

tujh mein hi main jeene laga

Explore this song