Roman script

yaar mere dost mere 

apne hain ya bewafa 

yaar mere dost mere 

apne hain ya bewafa 

na samajh hain sab ke sab ye 

inki nahi hai koi khata 

yaar mere dost mere 

koi bhi samjha ye nahi 

zakhm hai jazbaat par 

koi bhi samjha nahi 

zakhm hai jazbaat par 

dard roya pyar roya 

inki har ek baat par 

kisko samjhu aaj apna 

koi to mujhko itna bata 

yaar mere dost mere 

apne hain ya bewafa 

na samajh hain sab ke sab ye 

inki nahi hai koi khata 

yaar mere dost mere 

socne par soch roya 

jane kis kis baat par 

socne par soch roya 

jane kis kis baat par 

aaj hum hanste hain uspar 

roye they jis baat par 

naa samajh ye dekho mujhko 

de rahe hain kaisi saja 

yaar mere dost mere 

apne hain ya bewafa 

na samajh hain sab ke sab ye 

inki nahi hai koi khata 

yaar mere dost mere

Explore this song