Roman script

yaar mera rab yaar hi kuda

yaar se hai kab dil ye juda

yaar mera khaab yaar merii nind

yaar mera chaand yaar meri eid

ho sukh aave dukh aave sukh aave dukh aave

dil kahta hai ke yaar ki judaai aave na

nahi jeena yaar bina na ji na, na ji na

nahi marna yaar bina na ji na, na ji na

sukh aave dukh aave sukh aave dukh aave

dil kahta hai ke yaar kii judaai aave na

na ji na, na ji na, na ji na

na ji na

jabse ye aankh mili hai teri taraf h ikhuli hai

tuu mere paas hai, teraa ehasaas hai

aage kya ab sochna

tujhko aaiina banaaun ye rup ab na sajaaun

dil kii aawaaz hai saanson ke saath hai

chhuute na ab yaar na

sukh aave dukh aave sukh aave dukh aave

dil kahta hai ke yaar ki judaai aave na

na jii na, na jii na, na ji na

na jii na

dil mera rab ne banaya sine me usako sajaya

mujhko ajiz hai ye teri chiz hai le ja ise leti ja

aaii main daudi chali aayi tohfe hazaar le ke aayi

ye jo suruu hai tera ye nur hai

kah du tujhe main khuda

sukh aave dukh aave sukh aave dukh aave

dil kahta hai ki yaar ki judaai aave na

nahi jeena yaar bina na ji na, na ji na

nahi marna yaar bina na ji na, na ji na

sukh aave dukh aave sukh aave dukh aave

dil kahta hai ki yaar ki judaai aave na

na ji na, na ji na

na ji na, na ji na

na ji na, na ji na

na ji na na na, na ji na

na ji na, na ji na

na ji na, na ji na

Explore this song