Roman script

yaar dakiye o yaar dakiye 

mere kabutar tu hai sabse behtar 

khat pahucha de, khat pahucha de 

raah dekhti hogi meri mangetar 

ud ja kabutar ud ja

ud ja kabutar ud ja 

yaar dakiye o yaar dakiye 

mere kabutar tu hai sabse behtar 

khat pahucha de, khat pahucha de 

raah dekhta hoga mera mangetar

ud ja kabutar ud ja

ud ja kabutar ud ja 

pyar ka wo saihlab hai dil mein 

pyar ka wo saihlab hai dil mein jo roke nahi rukta 

khat to sab likhte hai koi khun se khat nahi likhta 

jhimil karte hai kagaj par

jhimil karte hai kagaj par

ashk meri aankho ke 

aisa lagta hai din thode rah gaye hai saanso ke 

aisa lagta hai din thode rah gaye hai saanso ke 

bina pyar ke ho bina pyar ke 

kya karna hai is duniya mein jee kar 

khat pahucha de, khat pahucha de 

raah dekhti hogi meri mangetar 

ud ja kabutar ud ja

ud ja kabutar ud ja

in hotho pe yahi dua hai, in hotho pe yahi dua hai 

yaar ka ho rab rakha 

dil apna rakh diya hai isme leja mera lifafa 

rab hi jane kab dekhungi, rab hi jane kab dekhungi 

apne yaar ka chehra 

na jane wo kab aayega baandh ke sar pe sehra 

na jane wo kab aayega baandh ke sar pe sehra 

kab hatho pe, ho kab hatho pe 

sajegi mehandi naam sajan ka lekar

khat pahucha de, khat pahucha de

raah dekhta hoga mera mangetar

ud ja kabutar ud ja

ud ja kabutar ud ja 

yaar dakiye 

mere kabutar tu hai sabse behtar 

khat pahucha de 

raah dekhti hogi meri mangetar 

yaar dakiye 

mere kabutar tu hai sabse behtar 

khat pahucha de 

raah dekhti hoga mera mangetar

ud ja kabutar ud ja

ud ja kabutar ud ja

Explore this song