Roman script
armaano ke iss gulshan me tum aaye ho saawan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah o mere yaar badal na jaana mausam ki tarah tum kya jaano mere dil me tum rehati ho dhadkan ki tarah yaar badal naa jana mausam ki tarah saagar ke sang lehar kiran suraj ke saath me chalati hain shama hamesha parwaane ki chaahat me hi jalati hai ho phul me khushabu rehti hain aur seep me moti rehta hain tera mera hoga milan, dharati se ambar kehata hai mere hontho pe rehna har dam saazo me chhupi sargam ki tarah yaar badal naa jana mausam ki tarah milke juda ab hone se dil kyun darta hain khone se ha milke juda ab hone se dil kyun darta hain khone se mai tere saath me ab rahunga sada maine li hai kasam hain mera faisala aakhari saas tak ham na honge juda yaar badal naa jana mausam ki tarah o mere yaar badal naa jana mausam ki tarah tum kya jaano mere dil me tum rehati ho dhadkan ki tarah yaar badal naa jana mausam ki tarah o mere yaar badal naa jana mausam ki tarah sarkaar badal na jaana mausam ki tarah dekho yaar badal na jaana mausam ki tarah
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Talaash (2003)
- Composer: Sanjeev Darshan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Kareena Kapoor
- Actor: Pooja Batra
- Actor: Raj Babbar
- Actor: Rakhee
- Actor: Kabir Bedi
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Upasna Singh
- Actor: Aashish Vidyarthi
- Actor: Sharat Saxena
- Actor: Kunika
- Actor: Supriya Karnik
- Actor: Dalip Tahil
- Actor: Razzak Khan
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Viju Khote
- Actor: Suresh Oberoi
- Actor: Rami Reddy
- Actor: Arbaaz Ali Khan
- Actor: Jeetu Verma
- Actor: Gurbachan
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Vrajesh Hirjee
- Actor: Maya Alagh
- Actor: Ghanshyam
- Actor: Anirudh Agarwal
- Actor: Brij Gopal
- Actor: Shiva
- Actor: Anil Nagrath
- Actor: Dolly Bindra
- Actor: Shashi Sharma
Song video
singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
actor: Akshay Kumar, Kareena Kapoor