Roman script

ik khushkhabri kaano kaan phaili hai

haan meri jaan

jiski badaulat jhoom utha

hai dil ka soona makaan

haye yaani yaani yaani yaani

aane ko hai ik mehmaan

haye yaani yaani yaani yaani

jiski peshagi hai ye muskaan

haye yaani yaani yaani yaani

aane ko hai ik mehmaan

haye yaani yaani yaani yaani

haath aayi hai khushiyon ki haan

ik khushkhabri kaano kaan

phaili hai meri jaan

karke afsos ko rukhsat

angdaiyan leti hai kismat

maalik ki ajeeb hai azmat

itni jaldi jo huyi hai kubool dua

parchaiyan door hain humse

ras bhi kahe noor kasam se

apni umeed ke dum se

masla har fakar aaj fizool hua

dil ka mehka hai muhalla

koocha koocha halla gulla

main vaari jaaun allah wallah wallah wallah

haye yaani yaani yaani yaani

yaaane jashn ka hai ye farmaan

haye yaani yaani yaani yaani

jiski peshagi hai ye muskaan

haye yaani yaani yaani yaani

yaaane jashn ka hai ye farmaan

haye yaani yaani yaani yaani

jiski peshagi hai ye muskaan

haye yaani yaani yaani yaani yaani

harek ko hai ik mehmaan

haye yaani yaani yaani yaani

haan khaayi hai khushiyon ki khaar.

Explore this song