Roman script

yadon me jalte rehna tera mera

yadon me jalte rehne ko mile hai kya

yadein bhi leja tu apni jahan chala

yadon me doobe din bhi dhale hai kya

tumse

halanki ye ehsas hai tu paas hai

phir kyun abhi se hi mujhe

yaadein teri aane lagi

chhodo meri to khair hai

jinpe chale hum sath mein

unn raston ki jaan bhi jane lagi

yadon me jalte rehna tera mera

yadon me jalte rehne ko mile hai kya

yadon me jeena to sabse badi saza lage

yadon se jana ki fasley hain kya aa

tumse vada nahi tumse shikwa nahi

tera wo hai jahan hoke main na jahan

tumse doori nahi tumse bhichdi nahi

thoda sa tu wahan thodi si main yahan tumse

Explore this song