Roman script

chhupa chhupi ankhiyan khelo na 
chhupa chhupi ankhiyan khelo na 
gunguni dubki le lo na 
gin gin pal yaad sameto na 
jhulon ke bango mein phir 
bute ke kheto mein phir 
appa ke scootar pe phir 
gum ho jaye na 
saaral laage chatkare
usran lagi dakare 
baasundhi ki dukane 
phir kya jaye re 
choti choti ankhiyo ki yaade 
choti choti ankhiyo ki yaade 
chhupa chhupi ankhiyan khelo na 
chhupa chhupi ankhiyan khelo na 
gunguni dubki le lo na 
gin gin pal yaad sameto na 
chhuti chhuti dhundhali si hai 
dur parchaai si 
mohe dekhe chehra banaye 
dur baadal si 
chhuti chhuti dhundhali si hai 
dur parchhai hai 
mohe dekhe chehra banaye 
dur baadal si 
diye ki lau jalati hai wo 
chalti godavari 
andhiyare angana mein hai 
bas teri hi roshani 
choti choti ankhiyo ki yaade 
choti choti ankhiyo ki yaade 
chhupa chhupi ankhiyan khelo na 
chhupa chhupi ankhiyan khelo na 
chhupa chhupi ankhiyan khelo na 
chhupa chhupi ankhiyan khelo na 
gunguni dubki le lo na 
gin gin pal yaad sameto na

Song details

Song video

Watch on YouTube