Roman script

Zakhm gehare hain dil mein
Dard thehre hain dil mein
Tu hi mujh me rawa hai
Meri hasti fanaa hai
Main yahaan tu kahaan hai
Meri Jaan…
Ab kahin bhi naa jaaun
Rubaru tujhko paaun
Dil se kaise mitaau ye bataa
Ho ho ho…
Yaadein Yaadein Teri Yaadein
Ho ho ho…
Yaadein Yaadein Teri Yaadein
Yaadein Yaadein Teri Yaadein
Aahaon ka mausam sard hai
Dil mein sulagta tera dard hai
Door jag bas duaa hai
Ab toh aaja, kahaan hai mahiya
Saath mere nazar mein
Tu hi tu Hai nazar mein
Meri yaadon ke ghar mein
Yaadein Yaadein Teri Yaadein
Ho ho ho…
Yaadein Yaadein Teri Yaadein
Yaadein Yaadein Teri Yaadein

Song details

cast: Rajneesh Duggal, Roshni Chopra, Adah Sharma

language: Hindi

production: Vikram Bhatt