Roman script

main teri shama hun ae kash tu parvana hai

tujhko diwana jo kehta hai vo diwana hai

yaad teri jindagi ka yaad teri jindagi ka

saaz bankar reh gayi saaz bankar reh gayi

yaad teri jindagi ka dil ki har dhadkan teri

dil ki har dhadkan teri aawaz bankar reh gayi 

aawaz bankar reh gayi yaad teri zindagi ka

tu udar na sath hai aur main tadapti hun idher 

tu udar na sath hai aur main tadapti hun idher

ho aap ki ab tak na duniya ko haqqiqat ki thi khabar

naam paker bhi mohaabaat raaz bankar reh gayi

saaz bankar reh gayi yaad teri jindagi ka

kyu bhala dhadke mera dil ishaq ke anjam se

kyu bhala dhadke mera dil ishaq ke anjam se

yaad karta hai jamana mujhko tere naam se

har adaa meri tera andaaz bankar reh gayi

saaz bankar reh gayi yaad teri jindagi ka

saaz bankar reh gayi saaz bankar reh gayi 

yaad teri jindagi ka

Explore this song