Roman script

dil ko tadpati hai mujhe kitna satati hai 

ho dil ko tadpati hai mujhe kitna satati hai 

yaad teri yaad jab aati hai o yaad teri yaad jab aati hai

deewana banati hai pagal kar jati hai 

ho deewana banati hai pagal kar jati hai 

yaad teri yaad jab aati hai

o yaad teri yaad jab aati hai

tanha safar ab gujarta nahi kaisa nasha hai jo utarta nahi 

tanha safar ab gujarta nahi kaisa nasha hai jo utarta nahi 

tere bina ye jivan savarta nahi kahi ek pal bhi thaharta nahi 

meri ninde udati hai mera chain churati hai

chupke se aati hai dhadkan ban jati hai 

yaad teri yaad jab aati hai o yaad teri yaad jab aati hai

jabse hai dekha nigaho ne tumko

shamosehar ki khabar hai na humko 

jabse hai dekha nigaho ne tumko

shamosehar ki khabar hai na humko 

hasrat hai itni gale se laga lo

hume tum nigaaho mein apni chupa lo

saanso mein samati hai meri jaa ban jati hai

khushboo bikharati hai tan man mehakati hai 

yaad teri yaad jab aati hai o yaad teri yaad jab aati hai

dil ko tadpati hai mujhe kitna satati hai 

deewana banati hai pagal kar jati hai 

yaad teri yaad jab aati haio yaad teri yaad jab aati hai

yaad teri yaad jab aati hai o yaad teri yaad jab aati hai

Explore this song