Roman script

ek pal mein kya se kya hua, jadu sa kya chala

tujhse juda hua to aaj khud se juda hua

ek pal mein kya se kya hua, jadu sa kya chala

tujhse juda hua to aaj khud se juda hua

aaye, yaad teri aaye, ho o o jaaye jaan bhi na jaaye

aaye, yaad teri aaye, ho o o jaaye jaan bhi na jaaye

suna suna sa hai mausam, ojhal si shaam hai

tanha tanha sa har rasta, tanha makaam hai

gumsum gumsum si lagti hai aayi hai jo hawa

chhupke chhupke sabse chhupke rota hai aasmaan

bejaan dhadkane meri, aankhon mein hai duwa

tujhse juda hua to aaj khud se juda hua

aaye, yaad teri aaye, jaaye jaan bhi na jaaye

kisne socha tha aisa bhi aayega ek din

khali khali honge har palchin tere bin

bechaini hai betaabi hai, dil hai bujha bujha

maara maara deewano sa, phirta yahaan wahaan

saasein ruki ruki meri, khamosh hai sada

tujhse juda hua to aaj khud se juda hua

aaye, yaad teri aaye, jaaye jaan bhi na jaaye

ek pal mein kya se kya hua, jadu sa kya chala

tujhse juda hua to aaj khud se juda hua

aaye, yaad teri aaye, jaaye jaan bhi na jaaye

Explore this song