Roman script

yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai 

yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

mausam aaye, mausam jaaye 

mausam aaye, mausam jaaye tu kyun nahi aati hai

tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya

ek baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya

yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

aake mujhko batla de, aakhir kya majburi hai

tere mere bich me kis liye yeh duri hai

lekar tera naam sanam, kar dunga badnaam sanam

tu jahaan bhi jaayegi, bewafa kehlaayegi

aaja meri jindagi, kar na mujhse berukhi

mausam aaye, mausam jaaye 

mausam aaye, mausam jaaye tu kyun nahi aati hai

tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya

ek baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya

yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

bin tere suni suni lagti hai yeh jindagi

o apne saath le gayi tu meri har khushi

dekh meri jaaneman mera yeh deewaanapan

had se gujar jaayega, aashiq tera mar jaayega

aaj mujhe maalum huwa, jhuti hai tu dilruba

mausam aaye, mausam jaaye

mausam aaye, mausam jaaye tu kyun nahi aati hai

tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya

ek baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya

yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

Explore this song