Roman script

yaad teri aayi hai 

kali ghata chhayi hai

more sajanava aaja

chali pachchhim ki hawa 

thes lagi dil me hua dard sawa

abb bhi na aaye sanam 

to dono ki rusavayi hai

yaad teri aayi

araman bhara dil hai

tarasayi huyi ankhiya

aankhon me samayi hain 

sharamayi huyi ankhiya

yaad teri aayi

Explore this song